गौएँ  पाई  जाती  हैं  अनेक  रंग  की  
दूध  का  रंग  बना  रहता  है  उजला  ही  
सजने  के  गहने  रहते  कई  ढंग  के  
ढलने  वाला  सोना  होता  है  एक  ही।  
मटके,  गागर,  घड़े,  सुराही  कई-कई  हैं  
मगर  सभी  आकार  बने  मिट्टी  से  ही।  
होती  तो  है  रंग-बिरंगी  न्यारी  मुर्गी  
किंतु  हमें  तो  अंडा  मिलता  एक  रंग  का।  
परिमाण  नहीं  लहराते  रहते  सागर  का  
स्वाद  समाया  लेकिन  उसमें  एक  ही-सा  
तादाद  नहीं  बहती  रहती  नदियों  की  
पर  संगम  उनका  एक  अकेला  सागर  ही  
अपनाए  जाने  वाले  तो  हैं  धर्म  विविध  
किंतु  सभी  के  तत्त्व-सार  बस  एक  ही  हैं।  
नर-नारी  के  दो  भागों  में  बँटा  है  जो  
वह  जगव्यापी  ईश्वर  भी  तो  एक  ही  है।  
जाने-माने  गए  लोक  हैं  संख्यातीत  
पर  लोकों  के  रक्षक  ईश्वर  एक  ही  हैं।  
लड़ाई-झगड़े  दंगे  से  हो  दूर  हम  
बिताएँ  जीवन  इस  धरती  में  एक  हो।  
                gaay  pai  jati  hai  anek  rang  ki  
doodh  ka  rang  bana  rahta  hai  ujla  hi  
sajne  ke  gahne  rahte  kai  Dhang  ke  
Dhalne  vala  sona  hota  hai  ek  hi.  
matke,  gagar,  ghaDe,  surahi  kai  kai  hai  
magar  sabhi  akar  bane  mitti  se  hi.  
hoti  to  hai  rang  birangi  nyari  murgi  
kintu  hamein  to  anDa  milta  ek  rang  ka.  
pariman  nahin  lahrate  rahte  sagar  ka  
svaad  samaya  lekin  usmen  ek  hi  sa  
tadad  nahin  bahti  rahti  nadiyon  ki  
par  sangam  unka  ek  akela  sagar  hi  
apnaye  jane  vale  to  hai  dharm  vividh  kintu  
sabhi  ke  tattv  saar  bus  ek  hi  hai.  
nar  nari  ke  do  bhagon  mein  banta  hai  jo  
wo  jagavyapi  ishvar  bhi  to  ek  hi  hain.  
jane  mane  gaye  lok  hain  sankhyatin  
par  lokon  ke  rakshak  ishvar  ek  hi  hai.  
laDai  jhagDe  dage  se  ho  door  hum  
bitayen  jivan  is  dharti  mein  ek  ho.  
gaay  pai  jati  hai  anek  rang  ki  
doodh  ka  rang  bana  rahta  hai  ujla  hi  
sajne  ke  gahne  rahte  kai  Dhang  ke  
Dhalne  vala  sona  hota  hai  ek  hi.  
matke,  gagar,  ghaDe,  surahi  kai  kai  hai  
magar  sabhi  akar  bane  mitti  se  hi.  
hoti  to  hai  rang  birangi  nyari  murgi  
kintu  hamein  to  anDa  milta  ek  rang  ka.  
pariman  nahin  lahrate  rahte  sagar  ka  
svaad  samaya  lekin  usmen  ek  hi  sa  
tadad  nahin  bahti  rahti  nadiyon  ki  
par  sangam  unka  ek  akela  sagar  hi  
apnaye  jane  vale  to  hai  dharm  vividh  kintu  
sabhi  ke  tattv  saar  bus  ek  hi  hai.  
nar  nari  ke  do  bhagon  mein  banta  hai  jo  
wo  jagavyapi  ishvar  bhi  to  ek  hi  hain.  
jane  mane  gaye  lok  hain  sankhyatin  
par  lokon  ke  rakshak  ishvar  ek  hi  hai.  
laDai  jhagDe  dage  se  ho  door  hum  
bitayen  jivan  is  dharti  mein  ek  ho.  
 
    
 
    
        स्रोत : 
                
                        पुस्तक  : भारतीय कविता 1954-55 (पृष्ठ 309)रचनाकार  : एस. उमैताणु पिल्लै 
                             प्रकाशन  : साहित्य अकादेमी
                         
                                     
                
                
     
    Additional information available 
    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
    
 
    rare Unpublished content 
    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.