अपराधियों के सरदारों के कलेजे में
हम सहीं धँसाते हैं शमशीर
ग़रीब और बेगुनाहों के कलेजे में धँसाते हैं।
पहली आँखें निश्छलता की हैं
और दूसरी ग़रीबी की
हमें मालूम होना चाहिए उनकी हिफ़ाज़त का तरीक़ा।
अगर मैं नफ़रत
और नफ़रत सिखाने वालों का ख़ून नहीं कर पाता
तो प्यार की भर्त्सना करूँगा: सिर्फ़।
एक नन्हीं चिड़िया विचरती है
उन विस्तृत प्रदेशों में
जहाँ पंखयुक्त सूर्य है।
उसको हँसी मेरे लिए थी
निर्वसना वह मेरे लिए बनी थी
वह एक जंगल की तरह थी
एक स्त्री-समूह की तरह,
मेरे लिए वह एक कवच की तरह थी
पशुता के विरुद्ध
अन्यान के विरुद्ध
अन्याय घट-घट व्यापी है—
जीवनहीनता के प्रतीक
रुँधे आसमान का एकाकी और जड़ तारा।
अन्याय आतंकित करता है निर्दोषों,
योद्धाओं और दीवानों को
एक दिन जिन्हें आएगा हुकूमत करना।
क्योंकि मैंने उन्हें हँसते सुना है
उनके ख़ून में
उनकी ख़ूबसूरती में
विपन्नता और यंत्रणा में
गूँजने वाली है
जीवन और जन्म को
ठहाकों से भरपूर कर देने वाली हँसी।
apradhiyon ke sardamon ke kaleje mein
hum sahin dhansate hain shamshir
roch aur begunahon ke kaleje mein dhansate hain.
pahli ankhen nishchhalta ki hain
aur dusri gharibi ki
hamein malum hona chahiye unki hifazat ka tariqa.
agar main nafrat
aur nafrat sikhane valon ka khoon nahin kar pata
to pyaar ki bhartasna karungah sirf.
ek nanhin chiDiya vicharti hai
un vistrit prdeshon mein
jahan pankhapuka surya hai.
usko hansi mere liye thi
nirvasna wo mere liye bani thi
ye ek jangal ki tarah thi
ek stri samuh ki tarah,
mere liye ka ek kavach ki tarah thi
pashuta ke viruddh
anyan ke viruddh
anyay ghat pat vyapi hai—
jivanhinta ke pratik
rundhe asman ka ekaki aur baD tara.
anyay atankit karta hai nirdoshon,
yoddhaon aur divanon ko
ek din jinhen ayega hukumat karta.
kyonki mainne unhen hanste suna hai
unke khoon mein usko khubsurti mein
vipannata aur yantrna men
jivan aur janm ko
gunjne vali hai thahakon se bharpur kar dene vali hansi.
apradhiyon ke sardamon ke kaleje mein
hum sahin dhansate hain shamshir
roch aur begunahon ke kaleje mein dhansate hain.
pahli ankhen nishchhalta ki hain
aur dusri gharibi ki
hamein malum hona chahiye unki hifazat ka tariqa.
agar main nafrat
aur nafrat sikhane valon ka khoon nahin kar pata
to pyaar ki bhartasna karungah sirf.
ek nanhin chiDiya vicharti hai
un vistrit prdeshon mein
jahan pankhapuka surya hai.
usko hansi mere liye thi
nirvasna wo mere liye bani thi
ye ek jangal ki tarah thi
ek stri samuh ki tarah,
mere liye ka ek kavach ki tarah thi
pashuta ke viruddh
anyan ke viruddh
anyay ghat pat vyapi hai—
jivanhinta ke pratik
rundhe asman ka ekaki aur baD tara.
anyay atankit karta hai nirdoshon,
yoddhaon aur divanon ko
ek din jinhen ayega hukumat karta.
kyonki mainne unhen hanste suna hai
unke khoon mein usko khubsurti mein
vipannata aur yantrna men
jivan aur janm ko
gunjne vali hai thahakon se bharpur kar dene vali hansi.
स्रोत :
पुस्तक : रोशनी की खिड़कियाँ (पृष्ठ 133)
रचनाकार : पॉल इल्यार
प्रकाशन : मेधा बुक्स
संस्करण : 2003
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.