शहर  
जो  स्वप्नलोक  थे  
मनोकामनाओं  की  पूर्ति  के  
साक्षात्  नए  देवता  
कामधेनु  और  कल्पवृक्ष  की  तरह  
जहाँ  का  हर  दिन  होता  
इच्छा  नौमी  का  दिन  
जो  माँगो  सो  पाओ  
चुंबकीय  आकर्षण  से  परिपूर्ण  
खिंचे  चले  आते  थे  
गाँवों-क़स्बों  के  युवा  
महिला-पुरुष  
सब  कुछ  सहते  
उपनगरीय  इलाक़ों  की  
सड़ाँध  मारती  बस्तियों  में  
अमानुषिक  स्थितियों  में  
अपना  प्रेम  निबाहते  
जीवन  में  वसंत  के  आगमन  की  
लालसा  लिए  
टिके  रहते  
साल  छह  महीने  में  घर  जाते  
फिर  उल्टे  पाँव  लौट  आते  
जब  भी  गाँव  जाते  
थोड़ा-सा  शहरीपन  
थोड़ी-सी  संपन्नता  
गाँव  में  छोड़  आते  
गाँव  से  हर  बार  
थोड़ा-सा  गँवईपन  
देशी  घी  की  ख़ुशबू  
अचार-मुरब्बा  
सेतुआ-ठेकुआ  
थोड़ी-सी  सरलता  
थोड़ी-सी  आत्मीयता  
शहर  ले  आते  
लॉक  डाउन  की  घोषणा  होते  ही  
आख़िर  ऐसा  क्या  हुआ  कि  
वही  शहर  
मजदूरों  के  लिए  
अजनबी  हो  गया  
सड़कों  पर  निकल  पड़े  
मज़दूरों  को  रोकने-संभालने  
कोई  नहीं  आया  
क्या  सचमुच  
शहर  की  नाव  डूब  रही  थी?  
उसे  पतवार  की  आवश्यकता  
नहीं  रह  गई  थी?  
                shahr  
jo  svapnalok  the  
manokamnaon  ki  purti  ke  
sakshat  ne  devta  
kamadhenu  aur  kalpvriksh  ki  tarah  
jahan  ka  har  din  hota  
ichchha  naumi  ka  din  
jo  mango  so  pao  
chumbkiy  akarshan  se  paripurn  
khinche  chale  aate  the  
ganvon  kasbon  ke  yuva  
mahila  purush  
sab  kuch  sahte  
upanagriy  ilakon  ki  
saDandh  marti  bastiyon  mein  
amanushik  sthitiyon  mein  
apna  prem  nibahte  
jivan  mein  vasant  ke  agaman  ki  
lalsa  liye  
tike  rahte  
saal  chhah  mahine  mein  ghar  jate  
phir  ulte  paanv  laut  aate  
jab  bhi  gaanv  jate  
thoDa  sa  shahripan  
thoDi  si  sampannta  
gaanv  mein  chhoD  aate  
gaanv  se  har  baar  
thoDa  sa  ganviipan  
deshi  ghi  ki  khushbu  
achar–murabba  
setua  thekua  
thoDi  si  saralta  
thoDi  si  atmiyata  
shahr  le  aate  
lauk  Daun  ki  ghoshna  hote  hi  
akhir  aisa  kya  hua  ki  
vahi  shahr  
majduron  ke  liye  
ajnabi  ho  gaya  
saDkon  par  nikal  paDe  
majduron  ko  rokne  sambhalne  
koi  nahin  aaya  
kya  sachmuch  
shahr  ki  naav  Doob  rahi  thee?  
use  patvar  ki  avashyakta  
nahin  rah  gai  thee?  
shahr  
jo  svapnalok  the  
manokamnaon  ki  purti  ke  
sakshat  ne  devta  
kamadhenu  aur  kalpvriksh  ki  tarah  
jahan  ka  har  din  hota  
ichchha  naumi  ka  din  
jo  mango  so  pao  
chumbkiy  akarshan  se  paripurn  
khinche  chale  aate  the  
ganvon  kasbon  ke  yuva  
mahila  purush  
sab  kuch  sahte  
upanagriy  ilakon  ki  
saDandh  marti  bastiyon  mein  
amanushik  sthitiyon  mein  
apna  prem  nibahte  
jivan  mein  vasant  ke  agaman  ki  
lalsa  liye  
tike  rahte  
saal  chhah  mahine  mein  ghar  jate  
phir  ulte  paanv  laut  aate  
jab  bhi  gaanv  jate  
thoDa  sa  shahripan  
thoDi  si  sampannta  
gaanv  mein  chhoD  aate  
gaanv  se  har  baar  
thoDa  sa  ganviipan  
deshi  ghi  ki  khushbu  
achar–murabba  
setua  thekua  
thoDi  si  saralta  
thoDi  si  atmiyata  
shahr  le  aate  
lauk  Daun  ki  ghoshna  hote  hi  
akhir  aisa  kya  hua  ki  
vahi  shahr  
majduron  ke  liye  
ajnabi  ho  gaya  
saDkon  par  nikal  paDe  
majduron  ko  rokne  sambhalne  
koi  nahin  aaya  
kya  sachmuch  
shahr  ki  naav  Doob  rahi  thee?  
use  patvar  ki  avashyakta  
nahin  rah  gai  thee?  
 
    
 
    
        स्रोत : 
                
                        पुस्तक  : खुरदुरे पत्थर (पृष्ठ 101)रचनाकार  : लोकनाथ 
                             प्रकाशन  : बोधि प्रकाशन
                         
                                                संस्करण   : 2024 
                
                
     
    Additional information available 
    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
    
 
    rare Unpublished content 
    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.