'संगतराश,  संगतराश,  लिए  हथौड़ा-छेनी  हाथ  
बना  रहा  तू  क्या  और  किसके  लिए  बता  मुझको  तत्काल?'  
ठीक  मुझे  है  करना  काम,  करो  न  झगड़ा  मेरे  साथ,  
इन  पाषाणों  से  बनने  को  है  बंदीघर  की  दीवाल।”  
'संगतराश,  संगतराश,  बतला  तो  दे  इतनी  बात,  
किसके  चारों  ओर  घिरेगी  इस  कारा  की  छाया  क्रूर?'  
तुम  निश्चिंत  रहो  धनवान,  निर्भय  रहे  तुम्हारे  भ्रात,  
नहीं  कभी  तुम  हो  सकते  हो  चोरी  करने  को  मजबूर।  
'संगतराश,  संगतराश,  कौन  बहाएगा  अविराम  
रात-रात  भर  जाग  वहाँ  पर  नयनों  से  आँसू  की  धार?'  
संभवत:  मेरा  ही  भ्रात,  या  जो  मुझ-सा  करता  काम,  
हम  अपने  कंधों  पर  लेते  ऐसे  ही  कर्मों  का  भार।  
'संगतराश,  संगतराश,  क्या  न  जाएगा  उसका  ध्यान  
उन  लोगों  पर  किया  जिन्होंने  इस  कै़दीघर  का  निर्माण?'  
नहीं  जठर  और  उसकी  ज्वाल  हँसी-दिल्लगी  के  सामान,  
तुम  रहने  दो  कुछ  कहने  को,  हमको  है  इन  सबका  ज्ञान।  
                sangatrash,  sangatrash,  liye  hathauDa  chheni  haath  
bana  raha  tu  kya  aur  kiske  liye  bata  mujhko  tatkal?  
theek  mujhe  hai  karna  kaam,  karo  na  jhagDa  mere  saath,  
in  pashanon  se  banne  ko  hai  bandighar  ki  dival.  ”  
sangatrash,  sangatrash,  batala  to  de  itni  baat,  
kiske  charon  or  ghiregi  is  kara  ki  chhaya  kroor?  
tum  nishchit  raho  dhanvan,  nirbhay  rahe  tumhare  bhraant,  
nahin  kabhi  tum  ho  sakte  ho  chori  karne  ko  majbur.    
sangatrash,  sangatrash,  kaun  bahayega  aviram  
raat  raat  bhar  jaag  vahan  par  naynon  se  ansu  ki  dhaar?  
sambhavtah  mera  hi  bhraant,  ya  jo  mujh  sa  karta  kaam,  
hum  apne  kandhon  par  lete  aise  ho  karmon  ka  bhaar.    
sangatrash,  kya  na  jayega  uska  dhyaan  
un  logon  par  kiya  jinhonne  is  kaidighar  ka  nirman?  
nahin  jathar  aur  uski  jvaal  hansi  dillgi  ne  saman,  
tum  rahne  do  kuch  bahne  ko,  hamko  hai  in  sabka  gyaan.    

        स्रोत : 
                
                        पुस्तक  : चौंसठ रूसी कविताएँ (पृष्ठ 118)रचनाकार  : वालेरी ब्रियुसोव 
                             प्रकाशन  : राजपाल एंड संस
                         
                                                संस्करण   : 1964 
                
    Additional information available 
    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
    
    rare Unpublished content 
    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.