कविता हिकमत से नहीं आती
क़िस्मत से भी नहीं आती
ख़िदमत से तो आती ही नहीं है।
कविता अक़्ल से नहीं आती
शक्ल से भी नहीं आती
नक़ल से तो आती ही नहीं है।
कविता कहने से नहीं आती
ढहने से भी नहीं आती
बहने से तो आती ही नहीं है।
कविता आने से नहीं आती
न आने से भी नहीं आती
माने से तो आती ही नहीं है।
कविता नहले से नहीं आती
दहले से भी नहीं आती
पहले से तो आती ही नहीं है।
kawita hikmat se nahin aati
qimat se bhi nahin aati
khidmat se to aati hi nahin hai
kawita aql se nahin aati
shakl se bhi nahin aati
naqal se to aati hi nahin hai
kawita kahne se nahin aati
Dhahne se bhi nahin aati
bahne se to aati hi nahin hai
kawita aane se nahin aati
na aane se bhi nahin aati
mane se to aati hi nahin hai
kawita nahle se nahin aati
dahle se bhi nahin aati
pahle se to aati hi nahin hai
kawita hikmat se nahin aati
qimat se bhi nahin aati
khidmat se to aati hi nahin hai
kawita aql se nahin aati
shakl se bhi nahin aati
naqal se to aati hi nahin hai
kawita kahne se nahin aati
Dhahne se bhi nahin aati
bahne se to aati hi nahin hai
kawita aane se nahin aati
na aane se bhi nahin aati
mane se to aati hi nahin hai
kawita nahle se nahin aati
dahle se bhi nahin aati
pahle se to aati hi nahin hai
स्रोत:
नींद से लंबी रात (Pg. 86)
-
लेखक:
नवीन सागर
-
- संस्करण: First
- प्रकाशक: आधार प्रकाशन
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.