परस्या पाहुण न्यौतना : दीवाली की रात दक्षिण-पूर्वी राजस्थान में
सुहागिनें हर घर में दीप सजा हर द्वार पर एक-एक दीप रखकर आती हैं।
इसी रिवाज को परस्या पाहुण न्यौतना कहा जाता है।
kitni hi gahri ho amawas
tharthara jati hai akhir
diwar par prakashit hote hi ek dipak
rachne wale rach len anaginat prpanch,
marich ki maya kabhi nahin rach sakegi
antim jeet ki chhawiyan
sat ka sathi ayega jab apni par
chhinn bhinn kar dega asuron ki rajdhani
aur sach ka sarthi to aruDh hoga hi
pushpak wiman par
dhiraj dhar!
kalajyi nahin ho sakta koi andhera,
man ke diye khangal
to bikhar jayenge charon or ujas ke kan,
aur ye kan binte samay
bhool mat jana nyautna parasya pahune
yaad rakhna
tumhare dwar par diwali us samay hi muskurayegi
jis samay bantna seekh jayega tu sahi mein bantna
apne hisse ka ujala apnon ki khatir
aur parayon ke liye bhi unmukt
1 diwali ki raat dakshain purwi rajasthan mein suhaginen har ghar mein deep saj ke dwar ek ek deep rakhkar aati hain isi riwaj ko parasya pahun’ nyautna kaha jata hai
kitni hi gahri ho amawas
tharthara jati hai akhir
diwar par prakashit hote hi ek dipak
rachne wale rach len anaginat prpanch,
marich ki maya kabhi nahin rach sakegi
antim jeet ki chhawiyan
sat ka sathi ayega jab apni par
chhinn bhinn kar dega asuron ki rajdhani
aur sach ka sarthi to aruDh hoga hi
pushpak wiman par
dhiraj dhar!
kalajyi nahin ho sakta koi andhera,
man ke diye khangal
to bikhar jayenge charon or ujas ke kan,
aur ye kan binte samay
bhool mat jana nyautna parasya pahune
yaad rakhna
tumhare dwar par diwali us samay hi muskurayegi
jis samay bantna seekh jayega tu sahi mein bantna
apne hisse ka ujala apnon ki khatir
aur parayon ke liye bhi unmukt
1 diwali ki raat dakshain purwi rajasthan mein suhaginen har ghar mein deep saj ke dwar ek ek deep rakhkar aati hain isi riwaj ko parasya pahun’ nyautna kaha jata hai
स्रोत :
पुस्तक : आधुनिक भारतीय कविता संचयन राजस्थानी (1950-2010) (पृष्ठ 134)
हिंदी क्षेत्र की भाषाओं-बोलियों का व्यापक शब्दकोश : हिन्दवी डिक्शनरी
‘हिन्दवी डिक्शनरी’ हिंदी और हिंदी क्षेत्र की भाषाओं-बोलियों के शब्दों का व्यापक संग्रह है। इसमें अंगिका, अवधी, कन्नौजी, कुमाउँनी, गढ़वाली, बघेली, बज्जिका, बुंदेली, ब्रज, भोजपुरी, मगही, मैथिली और मालवी शामिल हैं। इस शब्दकोश में शब्दों के विस्तृत अर्थ, पर्यायवाची, विलोम, कहावतें और मुहावरे उपलब्ध हैं।
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
OKAY
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
Close
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.
OKAY
You have remaining out of free content pages per year.Log In or Register to become a Rekhta Family member to access the full website.
join rekhta family!
You have exhausted 5 free content pages per year. Register and enjoy UNLIMITED access to the whole universe of Urdu Poetry, Rare Books, Language Learning, Sufi Mysticism, and more.