बरसात के दिन थे। एक व्यक्ति छाता लेकर अपने खेत गया था। रास्ते में एक बड़ा-सा तालाब था। वह व्यक्ति तालाब के किनारे छाता रख कर नहाने के लिए तालाब में उतरा। इतने में आया एक बाघ। बाघ ने छाते को देख कर पूछा,क्यों जी एक पाँव! दो पाँव कहाँ गए हैं?
छाता अपने मालिक को बचाने के लिए बोली,चार पाँवों को छोड़ कर दस पाँवों को मारने के लिए गया है।
यह सुन कर बाघ डर गया और जंगल में भाग कर छुप गया। वह व्यक्ति जब नहा कर तालाब से बाहर आया तो छाते की बातें सुन कर बहुत प्रसन्न हो गया।
barsat ke din the. ek vyakti chhata lekar apne khet gaya tha. raste mein ek baDa sa talab tha. wo vyakti talab ke kinare chhata rakh kar nahane ke liye talab mein utra. itne mein aaya ek baagh. baagh ne chhate ko dekh kar puchha,kyon ji ek paanv! do paanv kahan ge hain?
chhata apne malik ko bachane ke liye boli,chaar panvon ko chhoD kar das panvon ko marne ke liye gaya hai.
ye sun kar baagh Dar gaya aur jangal mein bhaag kar chhup gaya. wo vyakti jab nha kar talab se bahar aaya to chhate ki baten sun kar bahut prasann ho gaya.

Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
OKAY
About this sher
Close
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.
OKAY
You have remaining out of free content pages.Log In or Register to become a Rekhta Family member to access the full website.
join rekhta family!
You have exhausted your 5 free content pages. Register and enjoy UNLIMITED access to the whole universe of Urdu Poetry, Rare Books, Language Learning, Sufi Mysticism, and more.