जब तुमने जन्म लिया
हँसमुख लोगों और दर्ज़ियों और
बुंदेलों स्त्रियों और बोली की
अपनापे भरी आवाज़ों में
जब तुमने जन्म लिया
मैं तो वहाँ नहीं था
और मुझे बिल्कुल पता तक नहीं था
कि मैं वहाँ नहीं हूँ
मैं इस तरह क्या कुछ भूला रहा
बाद में कुछ-कुछ के सामने
अपने भूले रहने की याद में
जीवन अच्छा लगता है।
jab tumne janm liya
hansmukh logon aur darziyon aur
bundelon striyon aur boli ki
apnape bhari awazon mein
jab tumne janm liya
main to wahan nahin tha
aur mujhe bilkul pata tak nahin tha
ki main wahan nahin hoon
main is tarah kya kuch bhula raha
baad mein kuch kuch ke samne
apne bhule rahne ki yaad mein
jiwan achchha lagta hai
jab tumne janm liya
hansmukh logon aur darziyon aur
bundelon striyon aur boli ki
apnape bhari awazon mein
jab tumne janm liya
main to wahan nahin tha
aur mujhe bilkul pata tak nahin tha
ki main wahan nahin hoon
main is tarah kya kuch bhula raha
baad mein kuch kuch ke samne
apne bhule rahne ki yaad mein
jiwan achchha lagta hai
स्रोत :
- पुस्तक : जब ख़ुद नहीं था (पृष्ठ 30)
- रचनाकार : नवीन सागर
-
प्रकाशन : कवि प्रकाशन
- संस्करण : 2001
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.